Quote:

The amount of happiness that you have depends on the amount of freedom you have in your heart
Showing posts with label Islamic. Show all posts
Showing posts with label Islamic. Show all posts

Friday, 13 April 2012

Qiyamat ki nishani

Sunday, 8 April 2012

Shukar hai tera, to hai laasani


Shukar hai tera,    to hai laasani
Main gunaahon se labraiz hon
too Ghafoor-ur-Raheem hai
Shukar hai tera
too he kareem hai


Saturday, 7 April 2012

Ay aulaad-e-aadam


Ay aulad-e-aadam,....!  hum ny tum par utata libaas, jo dhaanpy un  tumhary satar, awr moojab-e-zeenat ho. aur perhaiz gaari ka libas sab sey bihtar hai. yeh libaas ALLAH ki nishanion me sy hai.
taa k woh ghaor kryn.

ay aulad-e-aadam kahin shaitaan tumhain behkaa dy jesy us ny nikaala tumhary maan baap (aadam aur Hawwah) kw jannat sy , un k libaas utarwa diye taa k un ky satar zaahir kry. (alqur'aan-paarah-8)


Tuesday, 20 March 2012

Kaber din me 4 martbah hamy pukarti hai

Farmaya NABI_E_KAREEM (SAW)ne.qabr ka azaab barhaq hai.insaan ke paida hone se pehle uski maut muqarrer kardi jati hai.

Din me 4 martaba hamari qabr hame pukarti hai lakin ham maut ko kabhi yaad nahi karte.har momin ko chahia ke woh maut ko yaad kare.gunah se perhazz kare,maafi mange aur her din yeah dua 25 martaba padhe.

Allahumma baarikli filmauti wafeema baadal maut.InshaAllah maut ki sakhti aasan hogi ....

To protect yourself from the darkness of grave, read this dua as many times as possible through out the day "Inni Aamantu bi rabbikum fasmaoon".




Saturday, 17 March 2012

SUBHAN'ALLAH

Rasool ALLAH (PBUH) ny ALLAH PAK sy arz kiya....
"ay mere ALLAH ...!
meri ummat ka hisaab mere spurt kr diya jaye
taa-k Doosri ummaton k saamney meri ummat ki ruswai no ho"
ALLAH PAK ne fermaya:

"Me chahta hum k aap ki ummat ka hisab me khud he kron.
aar koi lagzish ho to usko aap se bhee posheeda rakhon
Taa-k 
Aap (PBUH) ummat ki Aap (PBUH) k samney bhee ruswai na ho.

SUBHAN'ALLAH
ALHAMD-O-LILLAH
ALLAH AKBAR


Sunday, 11 March 2012

Tuesday, 28 February 2012

Sunday, 5 February 2012

Jashn-e-Aamad-e-Rasool(PBUH)


Digicom007.blogspot.com

   
۩۞۩ أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ.  وَ أَشْهَدُ أَنَّ مُحَمَّدًا رَسُولُ اللَّهِ۩۞۩

 


Wednesday, 1 February 2012

Ya Rabb dikha dey aaj ki shab jalwah-e-Habib


Ya Rabb dikha dey aaj ki shab jalwah-e-Habib
ek baar to atta ho ziayarat Rasool (PBUH) ki


Friday, 9 December 2011

(Hadees 852- sahih bukhari shareef jild-1)جو معہ میں شریک نہ ہوں تو کیا ان پر غسل بھی واجب ہے جن پر جمعہ واجب ہے؟

(Hadees 852- sahih bukhari shareef jild-1)جو معہ میں شریک نہ ہوں تو کیا ان پر غسل بھی واجب ہے جن پر جمعہ واجب ہے؟

(Hadees 852- sahih bukhari shareef jild-1)جو معہ میں شریک نہ ہوں تو کیا ان پر غسل بھی واجب ہے جن پر جمعہ واجب ہے؟

(Hadees 852- sahih bukhari shareef jild-1)جمعہ میں شریک نہ ہوں تو کیا ان پر غسل بھی واجب ہے جن پر جمعہ واجب ہے؟

(Hadees 852- sahih bukhari shareef jild-1)جو معہ میں شریک نہ ہوں تو کیا ان پر غسل بھی واجب ہے جن پر جمعہ واجب ہے؟